صور الصفحة
PDF
النشر الإلكتروني

ki we sacháí ko nárástí se rok of men, who hold the truth in dete hain;

19 Ki Khudá kí bábat jo kuchh ma'lum ho saktá un par záhir hai: kyúnki Khudá ne us ko un par zahir kiya.

20 Is liye ki us kí sifaten jo dekhne men nahín átín, ya'ne us kí azalí qudrat, aur khudáí, dunyá kí paidáish se, us ke kámon par gaur karne men, aisí sáf ma'lúm hotín, ki un ko kuchh 'uzr nahín:

21 Kyunki unhon ne agarchi Khuda ko pahcháná, taubhí khudáí ke láiq us kí buzurgí aur shukrguzári na kí: balki bátil khiyálon men par gaye, aur un ke ná-fahm dil tárík ho gaye.

22 We áp ko dáná thahráke nádán ho gaye;

23 Aur gairfání Khudá ke jalál ko fání ádmí, aur chiriyon, aur chárpáyon, aur kíre-makoron kí múrat se badal dálá.

24 Is wáste Khudá ne bhí un ke dilon kí khwahish par unhen nápákí men chhor diyá, ki apne badan ápas men be-hurmat ka

ren:

25 Unhon ne Khudá kí sacháí ko jhúth se badal dálá, aur banánewále ko,jo hamesha sitáish ke láiq hai, Amin! chhorke, banáí húí chíz kí parastish aur bandagíkí. 26 Is sabab se Khudá ne un ko gandi shahwaton men chhor diyá; ki un kí 'auraton ne bhí apní taba'í 'ádat ko us se jo tabi'at se khilaf hai badal dáló :

27 Yúnhín mard bhí 'auraten se apne taba'í kám chhorke, apní shahwat se ápas men jale; mard ne mard ke sath rúsiyabí ke kám kiye, aur apní gumráhí ke láiq phal apne men paye.

28 Aur jaisá unhon ne pasand na kiya, ki Khudá ko pahchánke yád rakhen, Khudá ne bhí un ko

unrighteousness;

19 Because that which may be known of God is manifest in them; for God hath shewed it unto them.

20 For the invisible things of him from the creation of the world are clearly seen, being understood by the things that are made, even his eternal power and Godhead; so that they are with

out excuse:

21 Because that, when they knew God, they glorified him not as God, neither were thankful; but became vain in their imaginations, and their foolish heart was darkened.

22 Professing themselves to be wise, they became fools.

23 And changed the glory of the uncorruptible God into an image made like to corruptible man, and to birds, and fourfooted beasts, and creeping things.

24 Wherefore God also gave them up to uncleanness through the lusts of their own hearts, to dishonour their own bodies between themselves:

25 Who changed the truth of God into a lie, and worshipped and served the creature more than the Creator, who is blessed for ever. Amen.

26 For this cause God gave them up unto vile affections: for even their women did change the natural use into that which is against nature:

27 And likewise also the men, leaving the natural use of the woman, burned in their lust one toward another; men with men working that which is unseemly, and receiving in themselves that recompence of their error which was meet.

28 And even as they did not like to retain God in their knowledge, God gave them over to a

'aql kí be-tamízí men chhor diyá, ki ná-láiq kám karen:

reprobate mind, to do those things which are not convenient;

29 Being filled with all unright

29 We tarah tarah kí ná-rástí, harámkárí, lálach, badzáti se bhareousness, fornication, wickedness, gae; aur dáh, khún, jhagrá, dagábází, badkhoí se pur húe; kánáphúsí karnewále,

80 Tuhmat lagánewále, Khudá ke dushman, jabr karnewále, ghamandí, láfzan, badíon ke bání, má báp ke náfarmanbardár, 81 Be-'aql, bad-'ahd, be-dard, kínawar, be-rahm húe:

32 Aur agarchi we Khudá ká hukm jánte, ki aise kam karnewále qatl ke láiq hain, na faqat áp hí karte, balki karnewálon se bhí khush hain.

covetousness, maliciousness; full of envy, murder, debate, deceit, malignity; whisperers,

30 Backbiters, haters of God, despiteful, proud, boasters, inventors of evil things, disobedient to parents,

31 Without understanding, covenantbreakers, without natural affection, implacable, unmerciful: 32 Who knowing the judgment of God, that they which commit such things are worthy of death, not only do the same, but have pleasure in them that do them.

[ocr errors]

PAS,

II BÁВ.

AS, ai ádmí, koí kyún na ho, jo tú 'aib lagátá, tujh ko kuchh 'uzr nahín; kyúnki jis bát men tú dúsre par 'aib lagátá, áp ko gunahgár thahrátá hai; ki tú jo 'aib lagátá, khud wuhí kám karta hai.

2 Lekin ham jante hain, ki aise kám karnewálon par Khudá kí taraf se sazá ká hukm durust hai.

8 Ai insán, tú jo aise kám karnewálon par 'aib lagátá, aur khud wuhí kartá, kyá yih khiyál kartá hai, ki Khuda ki 'adálat se bach niklegá?

4 Ya tú us kí kamál mihrbání, aur bardásht, aur muhlat ko haqír jántá; aur nahín samajhtá, ki Khudá kí mihrbání is hí liye hai, ki tú tauba kare?

5 Balki tú apne sakht aur betauba kiye dil se us din kí khátir, jis men qahr aur Khudá kí 'adálat i haqq záhir hogí, apne liye gazab jam'a karta hai;

6 Wuh har ek ko us ke kámon ke muwáfiq badlá degá;

|

1

CHAPTER II.

THEREFORE thou art inTexcusable, O man, who

soever thou art that judgest: for wherein thou judgest another, thou condemnest thyself; for thou that judgest doest the same things.

2 But we are sure that the judgment of God is according to truth against them which commit such things.

3 And thinkest thou this, O man, that judgest them which do such things, and doest the same, that thou shalt escape the judg ment of God?

4 Or despisest thou the riches of his goodness and forbearance and longsuffering; not knowing that the goodness of God leadeth thee to repentance?

5 But after thy hardness and impenitent heart treasurest up unto thyself wrath against the day of wrath and revelation of the righteous judgment of God;

6 Who will render to every man according to his deeds:

7 Un ko, jo nek kám par qáim rahke buzurgí aur 'izzat aur baqá ke tálib hain, hamesha kí zindagí degá:

8 Magar un par jo fasádí hain, aur sacháí ko nahín mánte, balki ná-rástí ke tabi' hain, qahr aur gazab hogá;

9 Har ek ádmí kí ján, jo buráí karta hai, ranj aur 'azab men paregí, pahle Yahúdí kí, phir Yúnání kí:

10 Aur har ek ko jo bhaláí kartá hai, buzurgí aur 'izzat aur salámatí milegi, pahle Yahúdí ko, phir Yúnání ko:

11 Kyúnki Khudá ke huzúr kisí kí tarafdárí nahin hotí.

12 Is liye ki jin ko shari'at nahín mil, aur unhon ne gunáh kiye, we bagair shari'at ke halák honge; aur jinhon ne shari'at páke gunah kiye, un kí sazá sharfat ke muwafiq hogí;

18 (Kyunki Khudá ke nazdík shari'at ke sunnewále rástbáz na thahrenge, balki sharî'at par'amal karnewále.

14 Is liye jab gair qaumen, jinhen shari'at na milí, agar tabi'at se sharf'at ke kám kartí hain, so we shari'at na páke apne liye áp hí apní shari'at hain;

15 We shariat ká khulása apne dilon men likhá húá dikháte hain; un kí tamiz bhí gawáhí detí, aur un ke khiyál ápas men ilzám dete, yá 'uzr karte hain;)

16 Us din men jab Khudá merí Injil ke mutabiq Yisú' Masih kí ma'rifat ádmíon kí poshída báton ká insaf karegá.

17 Dekh, tú Yahúdí kahlátá, aur shari'at par takiya kartá, aur Khudá par fakhr karta hai,

18 Aur us ki marzí jántá, aur shari'at kí ta'lim páke mukhtalif chízon men imtiyaz kar jántá;

19 Aur áp par Yatiqad rakhtá hai, ki main andhop ka ráh-dikh

[ocr errors]

7 To them who by patient continuance in well doing seek for glory and honour and immortality, eternal life:

8 But unto them that are contentious, and do not obey the truth, but obey unrighteousness, indignation and wrath,

9 Tribulation and anguish, upon every soul of man that doeth evil, of the Jew first, and also of the Gentile ;

10 But glory, honour, and peace, to every man that worketh good, to the Jew first, and also to the Gentile :

11 For there is no respect of persons with God.

12 For as many as have sinned without law shall also perish without law: and as many as have sinned in the law shall be judged by the law;

13 (For not the hearers of the law are just before God, but the doers of the law shall be justified.

14 For when the Gentiles, which have not the law, do by nature the things contained in the law, these, having not the law, are a law unto themselves:

15 Which shew the work of the law written in their hearts, their conscience also bearing witness, and their thoughts the mean while accusing or else excusing one another ;)

16 In the day when God shall judge the secrets of men by Jesus Christ according to my gospel.

17 Behold, thou art called a Jew, and restest in the law, and makest thy boast of God,

18 And knowest his will, and approvest the things that are more excellent, being instructed out of the law;

19 And art confident that thou thyself art a guide of the blind, a

[merged small][merged small][merged small][ocr errors][merged small][merged small][merged small]

24 Chunánchi likhá hai, ki tum- 24 For the name of God is blasháre sabab gair qaumon men phemed among the Gentiles Khudá ke nám kí takfir kí játíthrough you, as it is written. hai.

25 Khatna faidamand to hai, agar tú shariat par 'amal kare; lekin jo tú shariat ke barkhilaf chalnewálá húá, to terá khatna námakhtúní ṭhahrá.

26 Pas agar ná-makhtún shariat ke hukmon par 'amal karen, to kya un kí ná-makhtúní khatna na giní jáegí?

27 Aur agar zátí námakhtún shari'at ko púrá kare, to kyá tujhe, jo báwujud kitáb aur khatne ke shari'at se barkhiláf chaltá hai, gunahgár na thahráegá?

28 Kyúnki wuh Yahúdí nahín, jo záhirí men hai; aur wuh khatna nahín, jo záhirí jism men

hai:

29 Balki Yahúdí wuhí, jo bátin se ho; aur khatna wuhi, jo dil aur rúh se ho, na ki lafzí; jis kí ta'rif ádmíon se nahín, balki Khudá kí taraf se ho.

25 For circumcision verily profiteth, if thou keep the law: but if thou be a breaker of the law, thy circumcision is made uncircumcision.

26 Therefore if the uncircumcision keep the righteousness of the law, shall not his uncircumcision be counted for circumcision?

27 And shall not uncircumcision which is by nature, if it fulfil the law, judge thee, who by the letter and circumcision dost transgress the law?

28 For he is not a Jew, which is one outwardly; neither is that circumcision, which is outward in the flesh:

29 But he is a Jew, which is one inwardly; and circumcision is that of the heart, in the spirit, and not in the letter; whose praise is not of men, but of God.

1

III. BÁB.

CHAPTER III.

HAT advantage then

AS Yahúdí ko kyá fazilat? 1 Wath the Jew?

PAS

hai?

yá khatne ká kyá faida

2 Albatta har tarah bahut hai: kháss kar yih, ki we Khudá ke kalám ke amánatdár húe.

3 Phir agar ba'ze ímán na láe, to kya un kí be-ímání Khudá ká i'atibár bátil kar sakti hai?

4 Aisá na howe; balki Khudá sachchá hai, agarchi har ek ádmí jhúṭhá ho; chunánchi likhá hai, ki Tú apní báton men rást thahre, aur 'adalat men jít jáe.

5 Par agar hamárí ná-rástí Khudá kí rástí ko záhir kartí hai, to ham kya kahen? kyá Khudá ná-rást hai, jo qahr nazil kartá? (main to ádmí kí tarah boltá hún)

or

what profit is there of circumcision?

2 Much every way: chiefly, because that unto them were committed the oracles of God.

3 For what if some did not believe? shall their unbelief make the faith of God without effect?

4 God forbid: yea, let God be true, but every man a liar; as it is written, That thou mightest be justified in thy sayings, and mightest overcome when thou art judged.

5 But if our unrighteousness commend the righteousness of God, what shall we say? Is God unrighteous who taketh_vengeance? (I speak as a man)

6 God forbid: for then how kar-shall God judge the world?

6 Aisá na howe: warna Khudá kyúnkar dunyá kí 'adálat egá P

7 Phir agar mere jhúth ke sabab Khudá kí sacháí us ke jalál ke liye ziyáda záhir húí; to mujh par kyún gunahgár kí tarah hukm hota hai?

8 Aur ham kyún buráí na karen, tá ki bhaláí nikle? (chunánchi yih tuhmat ham par kí játí, aur ba'ze bolte ki ham yun kahte,) aison par sazá ká hukm haqq

hai.

9 Pas kya ham un se bihtar hain? Hargiz nahín: kyúnki ham áge sábit kar chuke, ki kya Yahúdí aur kya Yúnání, sab ke sab gunáh ke tale dabe hain;

10 Jaisá likhá hai, ki Koí rástbáz nahín, ek bhí nahín: 11 Koí samajhnewálá nahín, koí Khudá ká tálib nahín.

12 Sab gumráh hain, sab ke sab nikamme hain; koí nekokár nahín, ek bhí nahín.

7 For if the truth of God hath more abounded through my lie unto his glory; why yet am I also judged as a sinner?

as

8 And not rather, (as we be slanderously reported, and some affirm that we say,) Let us do evil, that good may come? whose damnation is just.

9 What then? are we better than they? No, in no wise: for we have before proved both Jews and Gentiles, that they are all under sin;

10 As it is written, There is none righteous, no, not one:

11 There is none that understandeth, there is none that seeketh after God.

12 They are all gone out of the way, they are together become unprofitable; there is none that doeth good, no, not one.

« السابقةمتابعة »