صور الصفحة
PDF
النشر الإلكتروني

IV BÁB.

1AB Yisú', Rúh kí hidayat se, bayábán men gayá, táki

Shaitán use ázmá,e. 2 Aur jab chálís din rát roza rakh chuká, akhir ko bhúkhá húá.

3 Tab ázmáish karnewále ne us pás áke kahá, Agar Tú Khudá ká beta hai, to kah, ki yih patthar rotí ban já,en.

4 Us ne jawáb men kahá, Likhá hai, ki Insán, sirf rotí se nahín, balki har ek bát se jo Khudá ke munh se nikaltí, jítá hai.

5 Tab Shaitán use muqaddas shahr men sáth le gayá, aur haikal kí munder par khará karke, us se kahá, ki

6 Agar tú Khudá ká bețá hai, to apne taín niche girá de: kyúnki likha hai, Wuh tere liye apne firishton ko farmá,egá, ki tujhe háthon par uṭhá len, aisá na ho, ki kisi waqt tere pánw ko patthar se thes lage.

7 Yisú ne us se kahá, Yih bhí likhá hai, ki Tú Khudáwand ko, jo terá Khudá hai, mat ázmá.

8 Phir, Shaitán use ek bare únche pahár par le gayá, aur dunyá kí sárí bádsháhaten, aur un kí shán o shaukat, use dikhá,ín;

9 Aur us se kahá, Agar tú jhukke mujhe sijda kare, to yih sab kuchh tujhe dúngá.

10 Tab Yisú' ne use kahá, Ai Shaitán, dúr ho: kyúnki likhá hai, ki Tú Khudáwand ko jo terá Khuda hai, sijda kar, aur us akele kí bandagi kar.

11 Tab Shaitán use chhor gayá, aur dekho, firishton ne áke us kí khidmat kí.

12 Jab Yisu' ne suná, ki Yuhanná giriftár húá, tab Galíl ko chalá;

13 Aur Násarat ko chhorkar, Kafarnáhum men, jo daryá ke kináre,

1

CHAPTER IV

THE

HEN was Jesus led up of the spirit into the wilderness to be tempted of the devil. 2 And when he had fasted forty days and forty nights, he was afterward an hungred.

3 And when the tempter came to him, he said, If thou be the Son of God, command that these stones be made bread.

4 But he answered and said, It is written, Man shall not live by bread alone, but by every word that proceedeth out of the mouth of God.

5 Then the devil taketh him up into the holy city, and setteth him on a pinnacle of the temple.

6 And saith unto him, If thou be the Son of God, cast thyself down: for it is written, He shall give his angels charge concerning thee: and in their hands they shall bear thee up, lest at any time thou dash thy foot against a stone.

7 Jesus said unto him, It is written again, Thou shalt not tempt the Lord thy God.

8 Again, the devil taketh him up into an exceeding high mountain, and sheweth him all the kingdoms of the world, and the glory of them;

9 And saith unto him, All these things will I give thee, if thou wilt fall down and worship me.

10 Then saith Jesus unto him, Get thee hence, Satan: for it is written, Thou shalt worship the Lord thy God, and him only shalt thou serve.

11 Then the devil leaveth him, and, behold, angels came and ministered unto him.

12 Now when Jesus had heard that John was cast into prison, he departed into Galilee;

13 And leaving Nazareth, he came and dwelt in Capernaum,

Zabúlún aur Naftálí kí sarhaddon | which is upon the sea coast, in the men hai, já rahá : ki, borders of Zabulon and Nephthalim :

14 Jo Yas'aiyáh nabí ne kahá thá, pura ho ; ki

15 Zabúlún aur Naftálí ká mulk, ya'ne gair qaumon ká Galíl, jo daryá kí ráh Yardan kí taraf hai;

16 Wahan ke logon ne, jo andhere men baithe the, bari roshní dekhí; aur un par, jo maut ke mulk aur saye men baithe the, núr chamká.

17¶ Usi waqt se Yisú'ne manádí karná, aur yih kahná shurú' kiyá, ki Tauba karo: kyúnki ásmán | kí bádsháhat nazdík á,í.

18 Aur jab Yisú' Galíl ke daryá ke kináre chalá játá thá, to us ne do bháí, ya'ne Sham'aún ko, jo Patras kahlátá hai, aur us ke bháí Andryás ko, daryá men jál dálte dekha: ki we machhwe the.

14 That it might be fulfilled which was spoken by Esaias the prophet, saying,

15 The land of Zabulon, and the land of Nephthalim, by the way of the sea, beyond Jordan, Galilee of the Gentiles;

16 The people which sat in darkness saw great light; and to them which sat in the region and shadow of death light is sprung up.

17 From that time Jesus began to preach, and to say, Repent: for the kingdom of heaven is at hand.

18 And Jesus, walking by the sea of Galilee, saw two brethren, Simon called Peter, and Andrew his brother, casting a net into the sea: for they were fishers.

19 Aur unhen kahá, ki Mere 19 And he saith unto them, Folpíchhe chale áo, ki main tum-low me, and I will make you hen ádmíon ke machhwe ba- fishers of men. náúngá.

20 We, usi waqt jálon ko chhorkar, us ke píchhe ho lí,e.

ne

21 Wahán se barhke, us aur do bhaí ya'ne Zabadí ke bete Ya'qúb, aur us ke bháí Yuhanná ko, apne báp Zabadí ke sáth náw par apne jálon kí marammat karte, dekhá, aur unhen buláyá. 22 Wunhín náw aur apne báp ko chhorkar, we us ke pichhe ho lí,e.

23 ¶ Aur Yisú'tamám Galíl men phirtá húá, un ke 'ibádatkhánon men ta'lim detá, aur bádsháhat kí khush-khabarí kí manádí kartá, aur logon ke sáre dukh aur bímárí dafa kartá thá.

24 Aur tamam Súrya men us kí shuhrat húí; aur sab bímáron ko, jo tarah tarah kí bímárí aur 'azáb men giriftár the, aur díwánon, aur mirgíhon aur jhole ke máre húon

20 And they straightway left their nets, and followed him.

21 And going on from thence, he saw other two brethren, James the son of Zebedee, and John his brother, in a ship with Zebedee their father, mending their nets; and he called them.

22 And they immediately left the ship and their father, and followed him.

23 And Jesus went about all Galilee, teaching in their synagogues, and preaching the gospel of the kingdom, and healing all manner of sickness and all manner of disease among the people.

24 And his fame went throughout all Syria; and they brought unto him all sick people that were taken with divers diseases and torments, and those which were possessed with devils, and those which were lunatick, and those

[blocks in formation]

WUH, bhír ko dekhkar, ek pahár par charh gayá: aur jab baiṭhá, us ke shágird us pás á,e:

2 Tab apní zubán kholke, unhen sikhláne lagá, ki,

3 Mubarak we jo dil ke garíb hain: kyúnki ásmán kí bádsháhat mhín kĩ hai.

[blocks in formation]

ND seeing the multitudes, he went up into a mountain: and when he was set, his disciples came unto him:

2 And he opened his mouth, end taught them, saying,

3 Blessed are the poor in spirit: for their's is the kingdom of heaven.

4 Blessed are they that mourn: for they shall be comforted. 5 Blessed are the meek: for they shall inherit the earth.

4 Mubarak we jo gamgín hain: kyúnki we tasallí páwenge. 5 Mubarak we jo halim hain: kyúnki we zamín ke wáris honge. 6 Mubarak we jo rástbází ke bhúkhe aur piyáse hain: kyún-hunger and thirst after righteouski we ásúda honge. ness: for they shall be filled.

7 Mubarak we jo rahmdil hain: kyúnki un par rahm kiyá já'egá. 8 Mubárak we jo pákdil hain: kyúnki we Khuda ko dekhenge. 9 Mubarak we jo sulh karnewále hain kyúnki we Khudá ke farzand kahlá,enge.

10 Mubarak we jo rástbází ke sabab satá,e játe hain: kyúnki ásmán kí bádsháhat unhín kí hai.

11 Mubarak ho tum, jab mere waste tumhen la'n ta'n karen, aur satáwen, aur har tarah kí burí báten jhúth se tumháre haqq men kahen.

12 Khush ho aur khushí karo : kyúnki ásmán par tumháre liye bará badlá hai is liye ki unhon ne un nabíon ko jo tum se áge the, isí tarah sataya hai.

13¶ Tum zamín ke namak ho: par agar namak bigar já,e, to wuh kis chíz se mazadár kiyá já,e? wuh kisí kám ká nahín, magar phenke jáne, aur ádmíon ke pánw tale raunde jáne ká.

6 Blessed are they which do

7 Blessed are the merciful: for they shall obtain mercy.

8 Blessed are the pure in heart: for they shall see God.

9 Blessed are the peacemakers: for they shall be called the children of God.

10 Blessed are they which are persecuted for righteousness' sake: for their's is the kingdom of heaven.

11 Blessed are ye, when men shall revile you, and persecute you, and shall say all manner of evil against you falsely, for sake.

my

[blocks in formation]

14 Tum dunyá ke núr ho. Jo shahr, ki pahár par basá hai, chhip nahin saktá.

15 Aur chirág bálke, paimáne ke tale nahín rakhte, balki chirágdán par rakhte hain; tab un sab ko, jo ghar men hon, roshní detá.

16 Isí tarah tumhárí roshní ádmíon ke sámhne chamke, táki we tumháre nek kámon ko dekhen, aur tumhare Báp kí, jo ásmán par hai, ta'rif karen.

17 Yih khiyál mat karo, ki main tauret yá nabíon kí kitáb mansukh karne ko áyá: main mansukh karne ko nahín, balki | púrí karne ko áyá hún.

18 Kyunki main tum se sach kahta hún, ki Jab tak ásmán aur zamín tal na já,en, ek nuqta yá ek shosha tauret ká hargiz na mitega, jab tak sab kuchh púrá na ho.

19 Pas, jo koí in hukmon men se sab se chhote ko tál dewe, aur waisáhí ádmíon ko sikháwe, ásmán kí bádsháhat men sab se chhota kahlá,egá: par jo ki 'amal kare aur sikhláwe, wuhí, ásnán kí bádsháhat men, bará kahlá,egá.

20 Kyunki main tumhen kahtá hún, ki Agar tumhárí rástbází Faqihon aur Farísíon kí se ziyáda na ho, tum ásmán kí bádsháhat men kisí tarah dákhil na hoge.

21 ¶ Tum sun chuke ho, ki,aglon se kahá gayá, Tú khún mat kar; aur jo koí khún kare, 'adálat men sazá ke láiq hogá:

22 Par main tumhen kahtá hún, ki Jo koí apne bhá,í par besabab gussa ho, 'adálat men sazá ke qábil hogá: aur jo koí apne bhá,í ko Báolá kahe, majlis men sazá ke lá,iq hogá: aur jo us ko Ahmaq kahe, jahannam kí ág ká sazáwar hogá.

23 Pas agar tú qurbángáh men apní nazr le jáwe, aur wahán

14 Ye are the light of the world. A city that is set on an hill cannot be hid.

15 Neither do men light a candle, and put it under a bushel, but on a candlestick; and it giveth light unto all that are in the house.

16 Let your light so shine before men, that they may see your good works, and glorify your Father which is in heaven.

17¶ Think not that I am come to destroy the law, or the prophets: I am not come to destroy, but to fulfil.

18 For verily I say unto you, Till heaven and earth pass, one jot or one tittle shall in no wise pass from the law, till all be fulfilled.

19 Whosoever therefore shall break one of these least commandments, and shall teach men so, he shall be called the least in the kingdom of heaven: but whosoever shall do and teach them, the same shall be called great in the kingdom of heaven.

20 For I say unto you, That except your righteousness shall exceed the righteousness of the scribes and Pharisees, ye shall in no case enter into the kingdom of heaven.

21 ¶ Ye have heard that it was said by them of old time, Thou shalt not kill; and whosoever shall kill shall be in danger of the judgment:

22 But I say unto you, That whosoever is angry with his brother without a cause shall be in danger of the judgment: and whosoever shall say to his brother, Raca, shall be in danger of the council: but whosoever shall say, Thou fool, shall be in danger of hell fire.

23 Therefore if thou bring thy gift to the altar, and there re

tujhe yád áwe, ki terá bhá,í tujh | se kuchh mukhalifat rakhta hai; 24 To, wahán apní nazr qurbángáh ke sámhne chhorke, chalá já; pahle apne bhá,í se mel kar, tab ake apní nazr guzrán.

25 Jab tak tú apne mudda',í ke sáth ráh men haí, jald us se mil já; na ho, ki mudda',í tujhe qází ke hawale kare, aur qází tujhe piyade ke supurd kare, aur tú qaid men pare.

26 Main tujh se sach kahtá hún, ki Jab tak kaurí kauṛí adá na kare, tú wahán se kisí tarah na chhúțegá.

27 ¶ Tum sun chuke ho, ki aglon se kahá gayá, Tú ziná na kar:

28 Par main tumhen kahtá hún, ki Jo koí shahwat se kisí 'aurat par nigah kare, wuh apne dil men us ke sáth ziná kar chuká.

29 So, agar terí dahní ánkh tere thokar khane ká bá'is ho, use nikál dál, aur phenk de: kyúnki tere angon men se ek ká na rahná tere liye us se bihtar hai, ki terá sárá badan jahannam men dálá jáwe.

30 Ya, agar terá dahná háth tere liye thokar kháne ká bá’is ho, us ko kát dál aur phenk de: kyúnki tere angon men se ek ká na rahná tere liye us se bihtar hai, ki terá sárá badan jahannam men dálá já,e.

31 Yih bhí likhá gayá, ki, Jo koi apní jorú ko chhor de, use taláq náma likh de:

32 Par main tumhen kahtá hún, ki Jo koi apní jorú ko, ziná ke siwá, kisí aur sabab se chhor dewe, us se ziná karwátá hai aur jo koí us 'aurat se, jo chhorí ga,í hai, byáh kare, ziná kartá hai.

33 Phir tum sun chuke ho, ki aglon se kal á gayá, ki Tú jhúṭhí qasam na kha, balki apní qasamen Khudáwand ke liye púrí kar:

memberest that thy brother hath ought against thee;

24 Leave there thy gift before the altar, and go thy way; first be reconciled to thy brother, and then come and offer thy gift.

25 Agree with thine adversary quickly, whiles thou art in the way with him; lest at any time the adversary deliver thee to the judge, and the judge deliver thee to the officer, and thou be cast into prison.

26 Verily I say unto thee, Thou shalt by no thence, till thou hast paid the uttermost farthing.

means come out

27 ¶ Ye have heard that it was said by them of old time, Thou shalt not commit adultery:

28 But I say unto you, That whosoever looketh on a woman to lust after her hath committed adultery with her already in his heart.

29 And if thy right eye offend thee, pluck it out, and cast it from thee: for it is profitable for thee that one of thy members should perish, and not that thy whole body should be cast into hell.

30 And if thy right hand offend thee, cut it off, and cast it from thee: for it is profitable for thee that one of thy members should perish, and not that thy whole body should be cast into hell.

31 It hath been said, Whosoever shall put away his wife, let him give her a writing of divorce

ment:

32 But I say unto you, That whosoever shall put away his wife, saving for the cause of fornication, causeth her to commit adultery: and whosoever shall marry her that is divorced committeth adultery.

33 Again, ye have heard that it hath been said by them of old time, Thou shalt not forswear thyself, but shalt perform unto the Lord thine oaths:

« السابقةمتابعة »